Safar dosti ka yuhi chalta rahe

Raazlaxmi Divya mandle | 11:41 PM | | 0 comments »

Safar dosti ka yuhi chalta rahe,
Suraj chahe har sham dhalta rahe,
Na dhalegi apni dosti ki subha,
Chahe har rishta badalta rahe…..!! 



BY:- Aaarti jain 
**************************

Rate gumnaam hoti hai,
Din kisi ke naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarh jeete hai,
Ki har lamha dosto ke naam hota hai ! 



BY:- Aaarti jain 
********************************
Aap ke sath gujara har lamha jab bhi yaad aayega,
Is janam ke baad bhi aap ka khyal aayega,
Agar baksh de bar-bar zidagi khuda,
To tujhse dosti karma ye dil har baar chahega 



BY:- Aaarti jain 
***********************************

Hamari dosti sardi khasi nahi ki jo kuch din rahe,
Hamari dosti AIDS hai jo ek bar ho jaye to mout tak sath nibhati hai! 



BY:- Aaarti jain 
************************************

Duniya me sirf 7 chiz famous hai,
bole to 7 wonders.
1 apun 2. apun ka style. 3. apun ka awaz, 4. apun ka smile,
5. apun ka face, 6. apun ka sms, Aur 7. apun ka Dost ….!! 



BY:- Aaarti jain 

0 comments