Karni mujhe Khuda se kuch fariyaad baaki hai Hame unse kehni kuch baat baki hai Maut aayegi toh keh denge zara ruk Abhi mere dost se ek mulaqat baki hai
Koi rutha hua dost aaj bahut yaad aaya, Ek guzra hua waqt aaj bahut yaad aaya, Chupa leta tha jo mere dard ko apne sine mein, Aaj fir dard hua to wo bahut yaad aaya..Raazlaxmi