Yaadon Ka Yeh Karwa

Raazlaxmi DL | 9:04 PM | | 0 comments »

intezaar shayari sms in english
Yaadon Ka Yeh Karwan Hamesha Rahega.,
Dur Hote Hue Bhi Pyaar Wohi Rahega.
Maaf Karna Mil Nahi Pate Aapse,
Magar Yakeen Rakhna In Aankhon Me Intezaar Wohi Rahega..

Dard Shayari
Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai,
Toot k phir muskrana kitna mushkil hai,
Door tak jab chalo kisi k sath tu phir,
Tanha laut k Aana kitna mushkil hai…

z