Musibat ka syrup ho tum

Raazlaxmi Divya mandle | 12:00 AM | | 0 comments »



Dosti Shayari 
Musibat ka syrup ho tum,
Tension ka capsul ho tum,
Aafat ka injection ho tum,
Par kya kare, jhelna padta hai,
Kyuki Dosti ka Oxygen ho tum.!

BY:- Raazlaxmi mandle
    village:- Tikari (arjunda nagar)
please clik here 
***********************************
Dosti Shayari in Hindi 
Badal garja par barsaat nahi aayi,
Dil dhadka magar awaz nahi aayi,
Pura din gujarne ko hai dost,
Kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi.!
Hindi Dosti Shayari 
Bagwan se scootar manga…car di,
Ghar manga…bangla diya,
Dost manga….tumhe diya,
Bhagwan ne is baar aisa kyu kiya!!


***********************************

0 comments