Sad Love Shayari


kitna bebas hai insaan kismat ke aage,
Kitne door hai sapne haqiqat ke aage,
Koi ruki hui Dhadkan se puche,
Kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage…


©

0 comments