जब कोई ख्याल दिल से टकराता है ॥
दिल ना चाह कर भी, खामोश रह जाता है ॥
कोई सब कुछ कहकर, प्यार जताता है॥
कोई कुछ ना कहकर भी, सब बोल जाता है ॥

Dheere dheere se ab tere pyaar ka d

Raazlaxmi Divya mandle | 8:31 PM | | 0 comments »


Tragedy Shayari SMS
Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua…


©

Mana ki tumko humse mohabbat nahi hai,

Raazlaxmi Divya mandle | 6:41 AM | | 0 comments »


Bewafa Shayari



Mana ki tumko humse mohabbat nahi hai,
Par hum toh tumhe dil se chahate hai.
yakeen humse itne bhi dur nahi hai,
par hum toh apane dil ke pass lana chahte hai…



©o

Aapki judai ne hamein shayari sikha di,

Raazlaxmi Divya mandle | 6:39 AM | | 0 comments »

Bewafa Shayari SMSBewafa Shayari SMSBewafa Shayari SMSBewafa Shayari SMSBewafa Shayari SMSBewafa Shayari SMS
Aapki judai ne hamein shayari sikha di,
Judai ke gam ne hamein manzil bhula di,
Chahte to nehin thaey aapse juda hona para
Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di…..


Words of Wisdom Shayari
raja mandle

Waise akele hi aaye hain aur akele hi jana hai
Kaisa bhi ho bandhan ek din to toot jana hai
Koi kitna bhi rahe pass ya kitna bhi rahe door
Sukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai!